gila-shikva karte rahe hum
nibhate rahe har vafa tod ke kismat ki janjir ko
milte rahe bichharte rahe sath kuchh dur chalte rahe
pata nahi kaya tha manjur es nashib ko !
chalte rahe kadam badhate rahe manjil ki talash me
liy dil me ummid kabhi to milegi
kismat ki rekha en hatho ki lakid ko
dil machalta raha har kasham tut-ta raha
koi ruth-ta raha koi manata raha
koste huy apne nashib ko !
ek din mila jab wo khuda to
mene puchha aakhir kaya hai manjur es
nashib ko ?
nashib ko ?
bola wo khuda kayo bhatak raha hai us ke liy
jab milaya hi nahi mene tum dono
ki kismat ki lakir ko
(vijay giri)
the writer
shaandar bhai,kismat se bhi bahut kuch farak padta hai
ReplyDelete